addy VIP
Posts : 127 Join date : 2009-11-19 Age : 34 Location : D.I.Khan
| Subject: Ghum-e-Hijran Thu Nov 19, 2009 9:11 pm | |
| Ya Rab! Gham-e-hijraan main itna to keya hota, Jo haath jigar pay hai wo dast-e-dua hota,
Ik ishq ka gham aafat aur us pay ye dil aafat, Ya gham na deya hota ya dil na deya hota,
Ghairon say kaha tumne ghairon say suna tumne, Kuch hum say kaha hota kuch hum say suna hota,
Umeed to bandh jaati taskeen to hojaati, Waada na wafa kartey waada to keya hota,
Naakaam-e-tamana dil is soch main rehta hai, yun hota to keya hota yun hota to keya hota.....** | |
|