addy VIP
Posts : 127 Join date : 2009-11-19 Age : 35 Location : D.I.Khan
| Subject: Khud Ko Kitna? Thu Nov 19, 2009 10:36 pm | |
| Khud ko kitna jala liya maine yeh dil kahan laga liya maine Dard jitne is dil main hain hansi main chupa liya maine Jo mere kabhi ho na sake unko apna bana liya maine Sirf unse nazar milaakar bhi sabse nazar bacha liya maine Behte aansoo ko moti kehkar ashkon ko khoob saja liya maine Aaj ho gaya main phir se tanha unko nahi, khud ko aazma liya maine... | |
|